Is part mein main ne termux ko beginner lever pe explain kara hai aur aap ko bataya hai ke termux app se kya hota hai aur aap termux aap ke kon kon se task perform kar sakte ho, sath me main ne ye bhi bataya hai ke termux app work kaise karta hai aur hum kaise termux ki help se programming ya scripting kar sakte hain.
2: HOW TO INSTALL TERMUX?
Is part me main ne screen recording ki help se aap ko bataya hai ke aap termux ko apne ANDROID phone me kaise install kar sakte ho. ager aap ka bhi ye question hai ke termux ko install kaise kare toh aap is part me easily samajh sakte ho.
3: WHO CAN USE TERMUX?
ke is part me main ne bataya hai ke kin kin logo ko termux use karna chahiye, jaise ke hacker programmers ETC aur ye bhi bataya hai ke termux ko kyu use karna chahiye? Is part me main ne mostly advantage bataye hain termux ke like why termux is best for students or why programmers should use termux.
4: WHAT YOU CAN DO USING TERMUX?
Is part me main ne wo sare termux ke tools ki list batai hai jisko use kar ke aap bohot hi serius level pe cyber security ki field me perform kar sakte ho. is me termux tool list hai jo aap ke termux ka pura overview degi jisse aap ko pata chalega ke hum kyu temux ko kali lunux on android bolte hain. is part me main ne aap ko Bohot sari termux secret trick di hain jisse aap ko terumx learn karne me aasani hogi. 5 : Conclusion Is part me main ne aap ko Termux hacks bataye hain ke kaise aap termux ke bare me detail me seekh sakte ho aur main ne ye bhi bataya hai ke kahan se aap termux ke bare me aage seekh sakte ho.